Ishq

演唱:Kanishk Seth
Kya kahun tum se main ki kya hai ishq
Kya kahun tum se main ki kya hai ishq
Jaan ka rog hai bala hai ishq
Kya kahun tum se main ki kya hai ishq
Jaan ka rog hai bala hai ishq
Ishq hi ishq hai jahaan dekho
Ishq hi ishq hai jahaan dekho
saare aalam mei bhar raha hai ishq
Meer ji zard hote jaate ho
Meer ji zard hote jaate ho
kya kahin tum ne bhi kiya hai ishq
Kya kahun tum se main ki kya hai ishq
Kya kahun tum se main ki kya hai ishq
Jaan ka rog hai bala hai ishq

你可能喜欢