Kya ye main hoon
演唱:Aditya KalwayEk andheri raat mein
Samandar ke kinaare
Lehron ki uthal puthal mein
Panchiyon ki chahal pahal mein
Maine khudko dekha hai
Aur ye khudse poocha hai
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Leher ke shor se katt kar
Sheher ki chamak se chhat kar
Ek sitaare ne mujhe kuch kehna chaaha tha
Hamesha Chamakne Mein
Aur Jalke Tapakne Mein
Vo Mere jaisa hi tha
Daaen chadhte taaron mein
Baaen dhalte suraj mein
Maine khudko dekha hai
Aur ye khudse poocha hai
Ki kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Haan ye main hoon
Kya ye main hoon
Haan ye main hoon
Kya ye main hoon
Samandar ke kinaare
Lehron ki uthal puthal mein
Panchiyon ki chahal pahal mein
Maine khudko dekha hai
Aur ye khudse poocha hai
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Leher ke shor se katt kar
Sheher ki chamak se chhat kar
Ek sitaare ne mujhe kuch kehna chaaha tha
Hamesha Chamakne Mein
Aur Jalke Tapakne Mein
Vo Mere jaisa hi tha
Daaen chadhte taaron mein
Baaen dhalte suraj mein
Maine khudko dekha hai
Aur ye khudse poocha hai
Ki kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Kya ye main hoon
Haan ye main hoon
Kya ye main hoon
Haan ye main hoon
Kya ye main hoon