Ek Haseen Nigah Ka

演唱:kumar sanu
Ek Haseen Nigah Ka (From "Maya Memsaab") (Male Version) - Kumar Sanu
Lyrics by:Gulzar
Composed by:Pt. Hridaynath Mangeshkar
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai
Kaisi maya hai
Yeh maya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai
Kaisi maya hai
Yeh maya hai
Paaon ke tale kabhi
Dil padaa mile agar
Choom ke uthaiye
Khoob dekh bhalkar
Khoob dekh bhalkar
Jo koi poochh le to kya
Raah se uthaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai
Kaisi maya hai
Yeh maya hai
Chali gayi jo manchali
Pukarunga gali gali
Woh leke dil meri zindagi
Chali chali udhar chali
Woh roothi roothi rehti hai
Bahut bahut manaya hai
Woh roothi roothi rehti hai
Bahut bahut manaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai
Kaisi maya hai
Yeh maya hai
Teri neeli aankhon ke
Bhanwar bade haseen hai
Doob jaane do mujhe
Yeh khwabon ki zameen hai
Yeh khwabon ki zameen hai
Utha do apni palkon ko
Yeh parda kyon giraya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Ek haseen nigah ka
Dil pe saaya hai
Jadoo hai junoon hai
Kaisi maya hai
Yeh maya hai

你可能喜欢