Kaise Kahun Bata

演唱:Saikat Dutta、SHAANTANU
Tujhe kaise main kahun bata
Aisi kya hui khata
Tujhe kaise main kahun bata
Kyun ho gaye hum juda
koshishein maine ki thi magar,
Itna hi tha yeh safar,
Manzilon ko na thi khabar,
Ke maine khoya hai mera humsafar
Badh rahe darmiyaan faasle
Tu hi bata tujhe kaise mile
Tere bina khoye hai raaste
Tere bina ab kaise chale…
Tujhe kaise main kahun bata
Aisi kya hui khataa
Ye dard kaise mai sahu bata
Kyun ho gaye hum juda
koshishein maine ki thi magar,
Itna hi tha yeh safar
Manzilon ko na khabar ,
Ke maine khoya hai mera humsafar
Aise kyun mili hai saza
Jiski nahi wajah ,
Zakhm gehra hua hai yun
Na bachi ab koi dawa ,
Koi bhi ab nahi saath hai
Bas bachi teri yaad hai
In yaadon ka hi sahaara
Inse hi meri saans hai ,
Phir kabhi jo tumko lage
Kya koi hai jo tum pe mare,
Beeti lamhon mein tum dhoondhna
Hum milenge wahi par khade
Tujhe kaise main kahu bata
Mujhse kya hui khata
Tujhe kaise main kahu bata
Kyun ho gaye hum juda
Badh rahe darmiyaan faasle
Tu hi bata tujhe kaise mile
Tujhe kaise main kahu bata
Kyun ho gaye hum juda

你可能喜欢