Chalo Kahin Door

演唱:Yoggi
Bhuli yaadon ka gila bhi kya karein
purani baaton ki baat kya karein
bhuli yaadon ka gila bhi kya karein
purani baaton ki baat kya karein
Chodo sab waqt jaa raha h yuhin
Nayi nayi baaton ki baat hum karein
chalo kahin door
suno hawaon ka suroor
patango sa udd kar kabhi
dekho hawao mai junoon
chalo kahin door
suno hawaon ka suroor
patango sa udd kar kabhi
dekho hawaon ka junoon
chalooo kahin door
Halkı si muskan khilegi chahre par
Uda si ki chidiya udd jaegi phur phurr
Halkı si muskan khilegi chahre par
Udaasi ki chidiya udd jaegi phur phur
phoolon sa ye mann
dekhna khilkhilaega
Bhanwre sa ye gunjega
dekhna ye gaega
sari dooor
chalo kahi door
suno hawaon ka suroor
patango sa udd kar kabhi
dekho hawao ka suroor
chalo kahin door

你可能喜欢