Mukammal
演唱:Yasir Nadim、Saikat、Aryan SinghKitabon mein likhi kahaniyan
Woh lafzon mein nah ho bayaan
Mitade jo tu yeh dooriyan
Mukkamal ho mera jahaan
Aankhon aankhon mein
Ishara hua
Ho gaya jo unse raabta
Dil se dil ka
Hua silsila
Rooh ko hai ghar mila
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Tumse yundo milna dastur tha
Ya tha haseen hadsa
Tumse hi ho kar jaati hai
Meri har ek dua
Baaton baaton mein
Main tera hua
Tera rahunga sada
Dil se dila ka
Hua silsila
Chhute na saaya tera
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Aur hai ek dua
Rehna tu meri sada
Woh lafzon mein nah ho bayaan
Mitade jo tu yeh dooriyan
Mukkamal ho mera jahaan
Aankhon aankhon mein
Ishara hua
Ho gaya jo unse raabta
Dil se dil ka
Hua silsila
Rooh ko hai ghar mila
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Tumse yundo milna dastur tha
Ya tha haseen hadsa
Tumse hi ho kar jaati hai
Meri har ek dua
Baaton baaton mein
Main tera hua
Tera rahunga sada
Dil se dila ka
Hua silsila
Chhute na saaya tera
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Ab nah ho hum judaa
Nah tute yeh vaasta
Aur hai ek dua
Rehna tu meri sada